Ghazal…

Kaash main teri ankhon main chupa har gham  lailoon,

kabhi mujhsay apni nazraye toh mila jana.

Main daal doon teray qadmoon main sara jahan,

Tu sirf mera honay ka ehsaas toh dila jana.

Main mitt jaon teri masoom si ankhaon par,

kabhi chehray say niqab toh hata jana.

Kartay hai intezar hum har roz teray milnay ka,

kesi din zindagi ka ek lamha hamaray naam toh kar jana.

Teray sitam nay rooh tak ko tarpa diya,

Kabhi hum par bhi taras toh kar jana.

63 thoughts on “Ghazal…

Add yours

Leave a comment

Website Powered by WordPress.com.

Up ↑